Friday 8 April 2016

Best*} New Sad Love Story Shayari in hindi

Posted by Unknown

Ek Sacchi khani ~ Love Sad Story 

Hello Friends Today I Am Gonig to Share the Best New Love Sad Story in hindi , New Love Sad Shayari In Hindi and Shot Love Story. This Story Is Very Heart Tuoching Love Sad Story . So Reading My Best New Love Sad Story And Feelings. Love is life .Sad hindi love story, real love story in hindi, sad love story in hindi short, heart touching shayari in hindi. 


"Ye Bada Bedard Katil Hai Rooh Tak Ko Maar Deta Hai...
Mohabbat Naam Hai Jiska Zinda Lash Bna Dena Kaam Hai Iska."



love sad shayari



Ek true Sad Love Story....

Kabhi Kabhi Apni Ankho Pe Yakeen Nhi Aata Hai...
Kaise Koi Jaan Se Pyara Khud Hi Dil Tod Jata Hai...

Aisi Hi Kahani Mai Aap Sabko Sunata Hu...
Kaise Bikhra Kisi Ka Wajood Ye Aapko Bata Hu...

Ek Ladka Jisne Apna Sab Kuchh Bhoola Diya Apni Mohabbat Ke Liye...
Uski Mohabbat Use Chhod Gyi Kisi Dusre Ke Liye...

Ladka Ladki Ko Khub Ghumata Tha...
Uski Ek Khwahish Ke Liye Apni Jaan Tak Lutata Tha...

Kisi Kaam Me Ladke Ka Man Nhi Lagta Tha...
Har Taraf Use Ladki Ka Ahsas Hi Thagta Tha...

Ladki Bhi Uske Pyar Ka Khoob Fayda Uthati Thi...
Apne Jhothe Ansuo Ko Dikha Kar Ladke Ko Khoob Rulati Thi...

Na Smjh Uske Is Tamashe Ko Hi Pyar Smjh Baitha Tha...
Uske Siva Kisi Aur Ka Nhi Hoga Har Waqt Yahi Kahta Tha...

Magar Usko Na Pata Tha Ke Kismat Kya Mod Legi...
Jise Wo Jaan Kahta Hai Wo Kisi Aur Ke Liye Muh Mod Legi...

Akhir Ladki Ne Use Achanak Bhool Jane Ko Kah Diya...
Jab Wajah Puchhi To Bahana Majboorio Ka Bna Diya...

Kahne Lagi Ghar Wale Meri Shadi Kahi Aur Kar Rahe Hai...
Mujhe Tumse Dur Jane Ko Majboor Kar Rahe Hai...

Ladka Bechara Tootne Sa Laga...
Uska Rab Par Se Bhrosa Chhootne Sa Laga...

Ab To Wo Akela Hi Rah Gya Tha...
Ladki Ke Liye Usne To Apno Ko Bhi Chhod Diya Tha...

Magar Kisi Ke Smjhane Pe Wo Ab Bhi Jee Raha Hai...
Magar Andar Hi Andar Gum Ke Ansu Pee Rha Hai...

Mohabbat Me Sabka Yahi Haal Hota Hai...
Jitni Gahri Ho Mohabbat Dil Utna Rota Hai.....


{My New Post:- Love Story in Hindi}


0 comments: